Santa Banta Joke

Teacher- jo mere sawal ka sahi jawab dega wo ghar ja sakta hai.

Ussi waqt santa ne apna bag bahar fek diya.

Teacher- wo bag kisne feka?

Santa- maine..ab main ghar jau???